YesMobo Earning App Se Paise Kaise Kamaye

Hello friends… Ghar Baithe hi income karne ke liye YesMobo earning app paise kamane ka ek aasan tarika hai, Ye sirf online income ka jariya nahi balki ek Business hai jo aap ghar baithe-baithe kar sakte hain. Agar aap bhi Ghar Baithe Paise Kamana chahte hai aur ek achchi Earning App ki talash me hai to aap sahi post padh rahe hai. Kyonki ham apko ek Indian Money Earning Apps ke bare me puri jankari dene wale hain aur is Earning App ke jariye aap aasani se ghar baithe earning kar sakte hai.

Ghar baithe earning app se kaise kamaye

Ham apko jis Earning App ke bare ke bare me batane wale hai uska nam YesMobo hai. Apne shayad pahle is app ke bare me nahi suna hoga. Lekin aaj aap is ham apko iski puri jankari denge. To chaliye karte hai Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye, How To Earn From Home Without Paying Anything.

YesMobo – Earning App

YesMobo App Kya Hai? Ye ek Indian Money Earning Apps hai. Jo whatsapp ke madhyam se advertise karti hai. Isme work karna bahut easy hai.

Inke paas apne advertisers hai jinke ads ko ye apne users dwara pracharit karti hai aur apni income ka kuchh hissa apne users (hame) ko deti hai.

YesMobo Earning App Paise Kaise Deti Hai

Aisa koi bhi app ya advertise company nahi ho sakti Jo apko Earning Per Share deti ho. Kyonki koi bhi company apna advertise isliye karawate hai taki logo unki company ko dekhe, usko Jane, unke product ka istemal kare. To isiliye apko sirf shere karne ke paise to nahi mil sakte. Lekin YesMobo App apko tin tarah se paise deti hai.

  1. Earning Per View Ad: yani ki apke dwara shere kiye link par click kar ke jane ke baad agar koi is link par diye video ko dekh leta hai. To uske apko paise milte hai.
  2. Earning Per Install Ad: agar apke dwara shere kiye hue link se kisi app ko download kiya jata hai. To aapko paise milte hai.
  3. Earning Per Click Ad: yani ki apki shere links par agar koi click kar ke us page tak pahunch jata hai. To apki earning ho jati hai.

YesMobo Kitne Paise Deti Hai

Apko ₹ 0.25 se lekar ₹ 2 tak milte hain. Har ad par likha hota hai ki us add kitne paise milenge aur kis basis par milenge.

YesMobo Payment Kab Bhejati Hai

YesMobo apko paise sidhe apke Paytm ya bank account me deti hai. Inka payment process mahine ki 10 tarikh se shuru hokar 13 tarikh tak khatam hota hai. Yani ki apko mahine ke 10 tarikh se lekar 13 tarikh tak payment bhej diya jayega.

YesMobo Mimimum Kitne Rupaye Hone Par Payment Shuru Karti Hai

Jab aap minimum ₹ 50 ya usse jyada earn kar lete hain. Tab YesMobo apko payment bhejti hai. Jaise agar apne January me ₹ 20 aur February me ₹ 30 kamaya, to March ki 10 tarik ke baad apko January ke ₹ 20 aur February ke ₹ 30 milakar ₹ 50 aapke bank account ya Paytm me bhej diya jayega.

YesMobo Account Open Kaise Kare | Online Earning For Free

Sabse pahle aapko YesMobo Earning App download karna hoga. [DOWNLOAD HERE] ab aap open kare.

yesmobo-earning-app-account-kaise-banaye

Aapko aisa page milega, ab aapko ACCEPT & CONTINUE button par click karna hai.

WhatsApp-se-paise-kaise-kamaye-earning-ideas

Ab apko login karna hai. Pahle apna number (Paytm ho to wahi number de) aur email address likhiye uske baad LOGIN par click kar de. Number dena jaruri hai.

How-To-Make-Money-Online-Without-Paying-Anything-In-Hindi

Aapko ye confirm karna hai ki aapne jo number dala hai wo number aapke mobile par hai ya nahi. Agar hai to YES kar dijiye aur hai to No kar dijiye.

how-to-earn-money-from-home-without-any-investment

Apke number par jo OTP aaya hoga use yahan likhkar SUBMIT par click kare.

how-to-make-money-online-for-free

Ab sabse last me aapko bas apni profile complete karni hai. Jaise naam likhna hai, Gender select karna hai, Date of Birth set kar dena hai uske baad SAVE DETAILS par click kar dena hai. Apka YesMobo Earning App par account ban chuka hai.

YesMobo Earning App Se Paise Kaise Kamaye | How To Make Money Online For Free

YesMobo Earning App se Ghar Baithe Paise Kamane ke liye aapko kuchh step follow karne honge. To aaiye step by step batate hain.

indian-money-earning-apps

Ye pahla page hai. Isme apko apni apni bhasha chunani hai. Apki bhasha ke mutabik tab open ho jayega. Jisme apko app ke bare me sari jankari milegi. Ab kaam ki baat karte hain aur ALL ADS par click karte hai.

ALL ADS ke tab par aapko sare ads dikh jayenge aur sath me ye bhi ki konsa ad kis basis par paise denge aur kitne paise denge. Jinhen shere kar ke aap online earn kar sakte hain.

  1. Pahle aap apne pasand ke ads SELECT AD par click kar ke select kar lijiye.
  2. Ab aap SELECTED ADS par click kare.

Yahan par apko apne selected sare ads dikhenge. Ab apko jis bhi ad ko shere karna hai uske SHERE ON par click kar ke Whatsapp ya other options par shere kar de. Bas jaise hi us link ko koi open karega ya dekhega ya install karega to aapki earning hogi.

YesMobo Online Earning Ideas

Jaisa ki aap samajh chuke hai ki yahan par apko ad shere karne ka nahi balki Ad dekhne, click karne aur install karne ke paise milte hai. To aise me ham apko kuchh ideas de rahe hain. Jinko follow kar aap achchi Earning kar sakte hain.

  • Ad select karte waqt ye dekh lijiye ki aap Ad Per Views ke paise dene wali hai ya Per Click ya Per Install ke liye paise dene wali hai.
  • Hamesha target audience karke hi ad select kare aur shere kare.
  • Apne ad ke hisab se hi shering kare taki jyada se jyada click mile. Yani ki agar ad kisi game app ko download karne wala ho to aise ad ko aap un friends ke sath shere kare jinhen games khelna pasand hota hai.
  • Facebook par bhi ad se related groups aur pages par hi link shere kare taki ad par click jarur mile.
  • Aap refer kar ke bhi Earn kar sakte hain.

To friends ab aap jaan hi gaye honge ki YesMobo Earning App Se Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye, How To Earn Money From Home Without Any Investment. Aise hi aur useful post padhne ke liye hamare blog ko follow kare.

1 thought on “YesMobo Earning App Se Paise Kaise Kamaye”

Leave a Comment